Mobsea Logo
Home

Janmashtami Bhajans

Krishna Janmashtami

<
^
>

Janmashtami Bhajans

Janmashtami bhajans is essentially centered on Radhey Shyam. It describes His benevolence to mankind. His early childhood and the raas leela is also described in some of the other bhajans. Besides, preachings of God and description of His lifes glory is also the subject of the bhajan. Moreover, bhajans that Meera, one of the famous devotees of Krishna, sang are very famous till today. In fact, people all over the world are acquainted with these popular Meera bhajans.Darsh Do Mohe Girdhari.. Darsh Do Mohe Girdhari More pranpriye Krishna, more pyare Girdhari, Darsh do mohe, More pran chhootat jat. Main neech nirbal prani, chahta jana chhodd duniya ka sath, Darsh do mohe, more pran chhootat jat. moh maya ke is bhanwar se ,do mujhe ab ubhar, Darsh do mohe, more pran chhootat jat. Karm ki gathariya ho gayi bhari, karo mera uddhar, Darsh do mohe , more pran chhootat jat. Sumiran kar tera antim kshan mein, mujhe milega swarg ka dwar, Darsh do mohe , more pran chhootat jat. More Pyare Girdhari. Sun lo ab arz humari, Darsh de mohe , more pran chhootat jat Bhajo Radhe Govinda.. Bhajo Radhe Govinda Bhajo Radhe Govinda Gopala Tera pyara naam hai Gopala Tera pyara naam hai Nandalala Tera pyara naam hai Mor mukat maathe tilak viraje Gale vaijanthimala Gale vaijanthimala Koi kahe Vasudev ka Nandan Koi kahe Nandalala Koi kahe Nandalala Bhajo Radhe Govinda . . . Gaj aur Grehe lade jal bitar Jal mein chakra chalaya Jal mein chakra chalaya Jab jab bhid padi bhagaton par Nanggi pairin dhaya Nanggi pairin dhaya Bhajo Radhe Govinda. Rang le khudko, Murari ke rang.. Rang le khudko, Murari ke rang Jeevan ke sab rang hain jhoote Rang lo mohe, apne rang mein Murari. Mrigtrishna ke is jaal se ab karo mukti humari, Rang lo Mohe, apne rang mein Murari. Dukh sukh, paap punya hain aane jane. Rang lo mohe, apne rang mein Murari Mayajaal ke rang hai kacche, bas tohre naam ke pukke, Rang lo mohe, apne rang mein Murari Tohre naam se hoga is bhav sagar ka paar Rang lo mohe, apne rang main Murari Mere Pyare Madan Gopal .. Choti choti gaiyan, chote chote gawaal, chote se mere, madan gopal mor mukut mathe saaje, gale mein swaranmaal, chote se mere madan gopal Kaano mein karanphool, haathon mein ratnajadhit hath haar, chote se mere madan gopal pitamber saaje tan pe, uspe sundar motiyon ki maal chote se mere madan gopal pairon mein jhanjhar sohe, jab nache hari angana dwaar. Chote se mere madan gopal Bhaye sab ke mann ko bal gopal,Karke solah shringar, chote se mere Madan Gopal Nandlal Tohri Mahima Aparampar.. Mere pyare nandlal, kaise karoon tohri mahima ka bakhan, janam liya mathura nagariya, karne danavon ka sanghar kaise karoon tohri mahima ka Bakhan. Janam data thi Devki Mata, Yashoda ko bhi diya maa ka samman kaise karoon tohri mahima ka bakhan Putana ko mukt kiya, har liye Kansa ke pran kaise karoon tohri mahima ka bakhan. Gopiyon sang raas kiya, Radha ko diya sampurna pyar. Kaise karoon tohri mahima ka bakhan. Chaliyon sang chal kiya, deeno sang seedha vyavhar, kaise karoon tohri mahima ka bakhan. Pandavon ka saath diya, Kauravon ko diya pachhar, kaise karoon tohri mahima ka bakhan. Mere pyare nandlal kaise karoon tohri mahima ka bakhan Darshan Do Ghanshyam.. Darashan do ghanashyam naath mori Ankhiyan pyaasi re Man mandir ki jyoti jagaado, Ghat ghat basi re Mandir mandir murat teri Phir bhi naa dikhe surat teri Yug bite naa aai milan ki Puranamasi re Dwaar dayaa kaa jab tu khole Pancham sur mein gungaa bole Andhaa dekhe langadaa chal kar Pahunche kasi re Paani pi kar pyaas bujhaun Nainon ko kaise samajhaaun Aankh michauli chhodo ab Man ke basi re Nibarl ke bal dhaan nidharn ke Tum rakhwaale bhakt janon ke Tere bhajan mein sab sukh paun Mite udasi re Naam jape par tujhe naa jaane Unako bhi tu apanaa maane Teri dayaa kaa ant nahin hai He dukh nashi re Aaj phaisalaa tere dwaar par Meri jit hai teri haar par Har jit hai teri main to Charan upaasi re Dwaar khadaa kab se matavaalaa Maange tum se har tumhaari Narasi ki ye binati sunalo Bhakt vilaasi re Laj naa lut jaaye prabhu teri Naath karo naa dayaa mein deri Tin lok chhod kar aao Shyam chudi bechne aaya .. Manihari ka bhesh banaya, Shyam chudi bechne aaya Chhaliya ka bhesh banaya, Shyam chudi bechne aaya Chhaliya ka bhesh banaya Shyam chudi bechne aaya Galiyon mein shor machaya, Shyam chudi bechne aaya Chhaliya ka bhesh banaya, Chhaliya ka bhesh banaya Radha ne suni Lalita se kahi Mohan ko turant bulaya Shyam chudi bechne aaya, Chhaliya ka bhesh banaya Chudi laal nahi pehnu Chudi hari nahi pehnu Mujhe Shyam rang hai bhaaya, Shyam chudi bechne aaya Chhaliya ka bhesh banaya, Shyam chudi bechne aaya Radha pehnan lagi Shyam pehnane lage Radha ne haath badaya, Shyam chudi bechne aaya Chhaliya ka bhesh banaya, Shyam chudi bechne aaya Radha kehne lagi Tum toh chhaliya Bade dheere se haath dabaya Shyam chudi bechne aaya, Chhaliya ka bhesh banaya Chhaliya ka bhesh banaya, Manihari ka bhesh banaya Shyam chudi bechne aaya, Chhaliya ka bhesh banaya Chhaliya ka bhesh banaya, Shyam chudi bechne aaya.


<
^
>

Bhagvat Gita
Janmashtami Pooja
Lord Krishna
Radha Krishna
Krishna Bal Leela
Sri Krishna and Putana
Krishna Birth
Janmashtami Facts
Raas Leela
History
Janmashtami Recipes
Janmashtami Gift Ideas
More ...


Test your English Language
Precautions while using Internet Banking
Xmas Decoration Ideas
Amazing Natural Places in the World
Marriage Tips
Makeup for Valentines Day
Cartoon Characters
How to Maintain Good Hygiene
Rules to play Rowing
Tips to succeed in GATE Exam
How to Be Chill
Rules to play Arm Wrestling
Intriguing Lost Cities Around the World
Benefits of Kale
Precautions while using Websites
Famous Logos That Have A Hidden Message
Cartoon Characters
Cartoons Characters That You Wish Were Real
Celebration of Dhanteras